Monday, 23 May 2011

TAKABBUR KYA HAI ? (by Quran o Hadith)



AKABBUR KYA HAI ? (by Quran o Hadith) :-



Khud ko AFZAL, dusron ko HAKEER jaan ne ka naam takabbur hai.


NABI SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM farmatey hai ki TAKABBUR haq ki MUKHALIFAT aur logou ko HAKEER jaan ne ka naam hai.
...
[Sahih Muslim, Kitabul Iman, Baab: Tahrimul kabir, Hadith 91]


AL QURAN:-


Aur
Yaad karo jab hum (ALLAH) ne Farishton ko hukm diyaa ki Aadam Ko Sajda
karo to sab ne Sajda kiya siwaaye Iblis ke Munkir huwa aur Guroor kiya
aur Kaafir Ho gaya.


(Al-Bakrah, 34 - Kanzool Eman)






choti si example Aaj kal gharon mein n every where hum apne bachon ko sikhatay hain k parho tumhein tumhare dosre bhai se compete kar k first ana hai kabhi socha hai k ye competition kuch zyada he ho jata hai n anna ka masla ban jata hai
main ne apni life mein boohat loog dekhe hain m sure ap b dekhte hoge jin ko GHAROOR hai k wo boohat LAYK hai or PARHAY LIKHAY hain or KHOBSORAT hai kya gharoor karna theek hai? JAB K GHAROOR ( PROUD ) to humare liye hai he nahi ye to EK HE HASTI k liye hai think about it hum ek he hain koi ameer ya ghareeb nahi ek shaks se hazrat Ali ( R A ) se pocha " INSAN BORA KAB HOTA HAI " hazrat Ali ( R A ) ne farmaya jab wo khud ko acha samjhna shoro hojata hai :) ap special hon gein for your family but are you special for ALLAH for HIS mankind sab se sahi tarah bat karte hain hum? apna samjhna to door ki baat hai hum to kisi se dil se baat b nahi karte humein ek hona hai cos hum ek n ek he jaisay hai :) GHAOUR TAKKABAR ki saza hum soch b nahi sakte please is se bachayein act normal cos you will die n buried like ordinary human ( Like all )
kisi ko appreciate nahi kar sakte to tankeed kar k ya usko under estimate kar k usko hurt na karein :) aur gharoor he kyun agar ameeri hai ya khoubsorti? azmayish to har haal mein hogi :)




Takkabur ek shaitani sift hai agar tum takkabur ko torna chahte ho to kisi ghareeb n muflis ko salam kiya karo hazrat Ali ( R A )




Remember me in your prayers :)
Add a description
TAKABBUR KYA HAI ? (by Quran o Hadith) :- Khud ko AFZAL, dusron ko HAKEER jaan ne ka naam takabbur hai. NABI SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM farmatey hai ki TAKABBUR haq ki MUKHALIFAT aur logou ko HAKEER jaan ne ka naam hai. ... [Sahih Muslim, Kitabul Iman, Baab: Tahrimul kabir, Hadith 91] AL QURAN:- Aur Yaad karo jab hum (ALLAH) ne Farishton ko hukm diyaa ki Aadam Ko Sajda karo to sab ne Sajda kiya siwaaye Iblis ke Munkir huwa aur Guroor kiya aur Kaafir Ho gaya. (Al-Bakrah, 34 - Kanzool Eman) choti si example Aaj kal gharon mein n every where hum apne bachon ko sikhatay hain k parho tumhein tumhare dosre bhai se compete kar k first ana hai kabhi socha hai k ye competition kuch zyada he ho jata hai n anna ka masla ban jata hai main ne apni life mein boohat loog dekhe hain m sure ap b dekhte hoge jin ko GHAROOR hai k wo boohat LAYK hai or PARHAY LIKHAY hain or KHOBSORAT hai kya gharoor karna theek hai? JAB K GHAROOR ( PROUD ) to humare liye hai he nahi ye to EK HE HASTI k liye hai think about it hum ek he hain koi ameer ya ghareeb nahi ek shaks se hazrat Ali ( R A ) se pocha " INSAN BORA KAB HOTA HAI " hazrat Ali ( R A ) ne farmaya jab wo khud ko acha samjhna shoro hojata hai :) ap special hon gein for your family but are you special for ALLAH for HIS mankind sab se sahi tarah bat karte hain hum? apna samjhna to door ki baat hai hum to kisi se dil se baat b nahi karte humein ek hona hai cos hum ek n ek he jaisay hai :) GHAOUR TAKKABAR ki saza hum soch b nahi sakte please is se bachayein act normal cos you will die n buried like ordinary human ( Like all ) kisi ko appreciate nahi kar sakte to tankeed kar k ya usko under estimate kar k usko hurt na karein :) aur gharoor he kyun agar ameeri hai ya khoubsorti? azmayish to har haal mein hogi :) Takkabur ek shaitani sift hai agar tum takkabur ko torna chahte ho to kisi ghareeb n muflis ko salam kiya karo hazrat Ali ( R A ) Remember me in your prayers :)

10 comments:

  1. Stuff is good , but presentation is poor

    ReplyDelete
  2. So nice ...this will help me in written paper

    ReplyDelete
  3. I think you try your best but please don't mix Urdu and English both in your blog.
    Or write both in different paragraph.

    ReplyDelete
  4. I didn't know the real meaning of it, onwards will abstain from such prohibition

    ReplyDelete
  5. Konsa prinda sb se jyada takabbur krta h

    ReplyDelete
  6. Dosto takabbur ki agg m Mt jlna bhot buri hoti h dhire dhire sb jala k khaak krdeti h .. aj PTA chl 2 saal s hr dost dur hogya pyaar krna wala chod gya
    Jante we bhi anjana bna raha ... Aur meine akela pn pya

    ReplyDelete
  7. Sahi muslim me hadees 91 pr ye nhe h

    ReplyDelete